Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Musafir Khane Me
|
Altaf Raja | Altaf Raja | ||||
Dil Diya Dard Liya (Album) (0) | Abbas Dana | Romantic Songs | |||||
koi haseen musafir thehrane wala hai
hmare ghar ka muqadar sawaarne wala hai
hamari raah me khushbu luta ke jaayega
woh gulbadan jo idar se gujarne wala hai
dil ke musafir khane me
mere dil ke musafir khane me
har roj hi mehfil sajti hai
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
har roj hi mehfil sajti hai
mere dil ke musafir khane me
ek shauk hasina rehti hai
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
wo hoor hai jannat ki yah phir
wo pariyo ke nagar se aaayi hai
mai iski bhala kyun fiqar karu
jaane wo kidhar se aayi hai
har waqt gulaabi hontho par
masoom tabassum hota hai
kamre ki fizaao me aksar
madhosh taranumh hota hai
jab uski payal bajti hai
mere dil ke musafir kahne me
dil ke musafir kahne me
meredil ke musafir kahne me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir kahne me
batlau jamaane ko kaise
mai uski jawaani ka aalam
jajbaat ki utthi lehro ka
aur uski rawaani ka aalam
kapde bhi badalthe baaki sabhi
woh band nhi karti khidki
yaaro yeh kehna khafi hai
bindaas hai mumbai ki ladki
hungaama hangaama jal sa masti hai
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me
dil ke musafir kahne me
mere dil ke musafir khane me