Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Karib Aa Gaye Dekha Jo Door Se
|
Asha Bhosle | N Datta | ||||
Mohini (1957) | Raja Mehdi Ali Khan | Romantic Songs | |||||
dil ke karib aa gaye dekha jo door se
dar hai ke ho na jaye mohabbat huzur se
dil ke karib aa gaye dekha jo door se
dar hai ke ho na jaye mohabbat huzur se
dil ke karib aa gaye
aate hi samne ye nigahe laja gayi
aate hi samne ye nigahe laja gayi
dil me jo aarjuye thi hotho pe aa gayi
hotho pe aa gayi hum mar mite jo aapne
dekha gurur se dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa
gaye dekha jo door se dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa gaye
kahti hai ye nigahe itni huyi khata
kahti hai ye nigahe itni huyi khata
pahli najar me aap ko dil humne de diya
dil humne de diya sharma na jaye hum
aji dekho na ghur ke dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa
gaye dekha jo door se dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa gaye
hasne ki ye adaye mohabbat ki sokhiya
hasne ki ye adaye mohabbat ki sokhiya
betab dil pe gir gayi bechan bijliya bechan bijliya
badle na lijiye ji kisi bekasur se
dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa
gaye dekha jo door se dar hai ke ho na jaye
mohabbat huzur se dil ke karib aa gaye