Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Fafole Jal Uthe
|
Asha Bhosle | Nashad | ||||
Jallad (1956) | Sartaj Rahmani | ||||||
dil ke fafole jal utha
sine ke daag se
is ghar ko aag lag gayi
ghar ke chirag
jal ke dil khaak hua
aankh se roya na gaya
jkham ye aise jale
phlo pe soya na gaya
jal ke dil khaak hua
aankh se roya na gaya
aasra deke hame
aas ka dil tod diya
lake sahil pe akela
hame kyo chhod diya
bich majhadhar mein
kyo hamko duboya na gaya
jal ke dil khak hua
aankh se roya na gaya
hanste dekha na gaya
baag ke mali se hame
dhul mein fenk diya
tod ke dali se hame
dil-e-nadan ko mala
mein piroya na gaya
jal ke dil khak hua
aankh se roya na gaya
ham khatwar hai
ya hamko banane wala
chand ke mukhde pe
bhi daag hai kala kala
itni barsat hui fir bhi
wo dhoya na gaya
jal ke dil khak hua
aankh se roya na gaya