Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Chaman Me Aa
|
Ram Kamlani, Uma Devi, Hamida Banu | Ghulam Mohammad | ||||
Kajal (1948) | Shakeel Badayuni, D N Madhok, | ||||||
dil ke chaman mein aa hi gayi jhum kar bahar
ab tum meri bano na bano
tum ko istihar takdeer ne to mujhko
takdeer ne to mujhko tumhara bana diya
takdeer ne to mujhko tumhara bana diya
ulfat hamare dil se jatao na is tarah
aankho mein aankhe daal ke gaao na is tarh
dil ki lagi ko tumne dil ki lagi ko tumne
tamasha bana diya dil ki lagi ko tumne
tamasha bana diya
ghar ki hamri shamma bhi tum
roshani bhi tum gulshan bhi tum
bahar bhi tum jindagi bhi tum
hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya
hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya
hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya
hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya
hota nahi kisi ko mohabbat pe ishthihar
kisi deep ka gunah kiya majnu to ishtihar
inhe laila bana diya majnu to ishtihar
inhe laila bana diya
takdeer ne to mujhko tumhara bana diya
takdeer ne to mujhko tumhara bana diya