Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Badle Dard Kharida
|
Altaf Raja | Altaf Raja | ||||
Ashkon Ki Baraat (2012) | Altaf Raja | Qawwalis | |||||
dil ke badle dard kahida ha dil ke badle dard karida
bech diya hai hamne sasta dil apna
is mahgai mein is manhagai mein
is mahgai mein is manhagai mein
is mahgai mein is manhagai mein
is mahgai mein is manhagai mein
is mahgai mein karte itna sasta sauda
karte itna sasta sauda ho gaya ishk mein itna gahata
rote hai ham tanhai mein ham tanhai mein ham tanhai mein
ham tanhai mein ham tanhai mein
ham tanhai mein ham tanhai mein
ham tanhai mein dil ke badle dard kharida ha
aansu aahe gam ke nale pad gaye apne gale
sochate hai ham ishk na karte to kitne the bhale
bewafai aur ruswai bahut mahangi padi
bewafai aur ruswai bahut mahangi padi
husn walo se sanasai bahut mahangi padi
ranjo gam ka samna karna koi mushkil na tha
ranjo gam ka samna karna koi mushkil na tha
pyar mein lekin ye tanhai bahut mahangi padi
aansu aahe gam ke nale pad gaye apne gale
sochate hai ham ishk na karte to kitne the bhale
apne pairo tale de diya jisne pyar mein dhokha
de diya jisne pyar mein dhokha
takte hai us yaar ka rasta ham apni is andanai mein
is andanai mein is andanai mein
is andanai mein is andanai mein
is andanai mein is andanai mein
is andanai mein is andanai mein
dil ke badle dard kharida ha
usne khilauna samjahke hamko khela ji bharke
aur fir hamko chhod diya hai deewana karke
jafao se wafa ki kadar kimat kam nahi hoti
jafao se wafa ki kadar kimat kam nahi hoti
kisi ke ruth jane se mohabbat kam nahi hoti
khilauno ki vajaye ab dilo ko todte hai log
khilauno ki vajaye ab dilo ko todte hai log
ladkpan ja chuka fir bhi shararat kam nahi hoti
usne khilauna samjhke hamko khela ji bharke
aur fir hamko chhod diya hai deewana karke
patthar ke hai log yaha par dil bhi patthar ke
dil bhi patthar ke tut gaya jab khwab suhana ha
tut gaya jab khwab suhana tab jake ye hamne mana
preet nahi us harjai mein us harjai mein
us harjai mein us harjai mein us harjai mein
us harjai mein us harjai mein us harjai mein
us harjai mein dil ke badle dard kharida ha
dil mein itna sannata hai jangal maat lage
suraj ki khwahish mein yaro jugnu hath lage
nind aankho se khafa thi rat jagaa dasta raha
nind aankho se khafa thi rat jagaa dasta raha
raat bhar tanhaiyo ka ilsila dasta raha
gam ka jitna jahar tha wo jindagi mein bhar gaya
gam ka jitna jahar tha wo jindagi mein bhar gaya
yu mohabbat mein hame bewafa dasta raha
dil mein itna sannata hai jangal maat lage
suraj ki khwahish mein yaro jugnu hath lage
aankho mein ashko ka mela sari raat lage
sari raat lage rang roop tha jiska sunehara ha
rang roop tha jiska sunehara
de gaya hamko ghav wo gahara jite hai ham ruswai mein
ham ruswai mein ham ruswai mein ham ruswai mein
ham ruswai mein ham ruswai mein ham ruswai mein
ham ruswai mein ham ruswai mein ham ruswai mein
dil ke badle dard kharida ha
bech diya hai hamne sasta dil apna
is mahgai mein is manhagai mein manhagai mein
is mahgai mein is manhagai mein manhagai mein
karte itna sasta sauda ho gaya ishk mein itna gahata
rote hai ham tanhai mein ham tanhai mein ham tanhai mein
ham tanhai mein ham tanhai mein ham tanhai mein
ham tanhai mein ham tanhai mein ham tanhai mein
is mahnagai mein