Lyrics of Dil Kahu Ya Aaina - दिल कहूँ या आईना
hans ke kahta hun sun lo jamane se
hans ke kahta hun sun lo jamane se
dil to naajuk hai ye kisi paimaane se
ise bacha ke rakhna, ise bacha ke rakhna
husn ke nishaane se
ke dard bahut hota hai, ke dard bahut hota hai
dil ke tut jaane se
dil kahun ya aaina ise
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
tut jaaye jud na paaye
tut jaaye jud na paaye
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
haay dil kahun ya aaina
jab bhi gujre koi hasina yaaro dil ko thaam lo
haa jab bhi gujre koi hasina yaaro dil ko thaam lo
jab bhi gujre koi hasina yaaro dil ko thaam lo
baato me dil lut na jaye
haay baato me dil lut na jaye
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
dekh le agar kisi hasin ki fir dhadkta tej hai
haay dekh le agar kisi hasin ki fir dhadkta tej hai
dekh le agar kisi hasin ki fir dhadkta tej hai
ise sambhalo chhut na jaye ho ise sambhalo chhut na jaye
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
mere dil ki aan tiranga, hai apna imaan tiranga
dil waari hai us mitti par, jis mitti ki shaan tiranga
dushman ko jisne lalkara, fauji bharat ma ka pyar
fauji bharat ma ka pyar
desh humara sabse pyara, desh humara sabse pyara
sone ki chidiya hai ye
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
tut jaaye jud na paaye
tut jaaye jud na paaye
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina ise
haan bada naajuk hai ye
dil kahun ya aaina