Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Hi To Hai Tadap Gaya
|
Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram, Hansraj Behl | ||||
Aadhi Raat (1950) | Asad Bhopali | ||||||
dil hi to hai tadap gaya
dard se bhar na aaye kyu, aaye kyu
royenge hum hazaar baar koi hamein sataaye kyu
sataaye kyu
dil hi to hai tadap gaya
dard se bhar na aaye kyu, aaye kyu
rote hue guzaar di jis ne tamaam zindagi
us ko hansi se kaam kya, koi use hansaaye kyu
hansaaye kyu
ai mere badnaseeb dil dekh ye teri bhul hai
ai mere badnaseeb dil dekh ye teri bhul hai
tu to khiza ka phool hai, tum se bahaar aaye kyu
aaye kyu
aankhon mein aansu dil mein gum, jine ko ji rahe hain hum
maut se pahle zindagi, gam se nijaat paaye kyu
paaye kyu
dil hi to hai tadap gaya
dard se bhar na aaye kyu, aaye kyu