Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | N Datta | Dara Singh Randhawa | |||
Awara Abdulla (1963) | Asad Bhopali | Masti Bhare Geet | |||||
dil hai zalim nigaho ka mara
dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya
kya bharosha hai bolo tumhara
kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya
tumse mohabbat hum karte hai
dil ki tamnna dil karta hai tumse mohabbat hum karte hai
dil ki tamnna dil karta hai dur bade na muskil hai
ab pas aake hi ji bharta hai jane dunia me milna hamara
jane dunia me milna hamara kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya
aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do
aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do
pal do pal hi armano se dil ka daman bhar lene do
kya khabar nam tune hamara kya khabar nam tune hamara
dobara liya liya liya liya na liya dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya
tum ho suraj hum hai shabnam
tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
tum ho suraj hai hai shabnam
tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
aaj tumhare samne aake jitni khushi hai utna hi gum
ye khud jane hamne tumhara ye khud jane hamne tumhara
najar kiya kiya kiya na kiya dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya