Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Dukhane Se Hi Gar Qarar Aaye To
|
Sonu Nigam | Shyam Surender | ||||
Chahat (1995) | Sad Songs | ||||||
dil dukhane se hi agar karar aaye to
dil dukhane se hi agar karar aaye to
shok se fir mera dil dukha lijiye
dil dukhane se hi agar karar aaye to
shok se fir mera dil dukha lijiye
aajkal dard se dosti hai meri
aajkal dard se dosti hai meri pyar me bhi jara
gam mila dijiye dil dukhane se hi agar
karar aaye to shok se fir mera dil dukha lijiye
pyar ki umide liye is dil me
pyar ki umide liye is dil me
gairo ki tarha khada hu mehfil me
gairo ki tarha khada hu mehfil me
ishk me aap bhi jakhm deke mujhe
ishk me aap bhi jakhm deke mujhe
pyar ka to zara hak ada kijiye
dil dukhane se hi agar karar aaye to
shok se fir mera dil dukha lijiye
pyar ki kitabe jal jal ke dhua ho gayi
pyar ki kitabe jal jal ke dhua ho gayi
dil ki syahi na jane kaha kho gayi
dil ki syahi na jane kaha kho gayi
waqt ne jis tarha dil pe dhaye sitam
waqt ne jis tarha dil pe dhaye sitam
aap bhi muskurake badua dijiye
dil dukhane se hi agar karar aaye to
shok se fir mera dil dukha lijiye
aaj kal dard se dosti hai meri
aaj kal dard se dosti hai meri pyar me bhi jara
gam mila dijiye dil dukhane se hi agar
karar aaye to shok se fir mera dil dukha lijiye