Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dikhaai Die Yun Ki Bekhud Kiyaa
|
Lata Mangeshkar | Khayyam | Farooq Sheikh, Naseeruddin Shah, Smita Patil, Supriya Pathak | |||
Bazaar (1982) | Mir Taqi Mir | Ghazals | |||||
dikhaai die yun ki bekhud kiya
dikhaai die yun ki bekhud kiya
hame aap se bhi juda kar chale
dikhai die yun
jabi sajada karate hi karate gai
jabi sajada karate hi karate gai
haq-e-badagi yun adaa kar chale
dikhaai die yun ki bekhud kiya
hame aap se bhi juda kar chale
dikhai die yun
parastish ki yaan tak ki ai but tujhe
parastish ki yaan tak ki ai but tujhe
nazar me sabho ki khudaa kar chale
dikhaai die yun ki bekhud kiya
hame aap se bhi juda kar chale
dikhai die yun
bahut aarzu thi gali ki teri
bahut aarzu thi gali ki teri
so yaas-e-lahu me naha kar chale
dikhaai die yun ki bekhud kiya
hame aap se bhi juda kar chale
dikhaai die yun ki bekhud kiya
hame aap se bhi juda kar chale
dikhai die yun