Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dhire Dhire Jal Re Manva
|
Vijay Honnavar | |||||
Flying Horse (1963) | Madhukar | ||||||
aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa
dheere-dheere jal re manwa
dheere-dheere jal
dheere-dheere jal re manwa
dheere-dheere jal
nainon mein raat dhal rahi
duniya rahi badal re manwa
dheere-dheere jal.
gaaun kya mann ki veentee
gaaun kya mann ki veentee
geet adhure pyaar ke
geet adhure pyaar ke
praanon mein bkali bhari
praanon mein bkali bhari
aansoo rahe nikal re manwa
dheere-dheere jal re manwa
dheere-dheere jal.
jeevan ki shaam ho chuki
jeevan ki shaam ho chuki
aasha ki jyot bujh rahi
aasha ki jyot bujh rahi
mil na sakungi tumse main
mil na sakungi tumse main
sapne rahe machal re manwa
dheere-dheere jal re manwa
dheere-dheere jal
nainon mein raat dhal rahi
duniya rahi badal re manwa
dheere-dheere jal.