Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dharti Se Gagan Pe Aaja Raja
|
Sushant Bannerjee | |||||
Harishchandra (1958) | |||||||
dharti se gagan tak ghumi re mere piya gaye to kaha gaye
main ro ro unhe pukaru re mujhe rula gaye to kaha gaye

o chand sitaro tum bolo o chand taro tum bolo
o megh gyaro tum bolo

aasha ka diya jala kar wo fir bhujha gaye to kaha gayr
dharti se gagan tak ghumi re mere piya gaye to kaha gaye
main dulhan bani piya ki thi o o o o
main dulhan bani piya ki thi abhi raat milan ki baaki thi

seer par sindur laga kar wo fir mita gaye to kaha gaye
dharti se gagan tak ghumi re mere piya gaye to kaha gaye
main ro ro unhe pukaru re mujhe rula gaye to kaha gaye
o janam maran dene wale o o o
o janam maran dene wale tum mauto se man behlale

par itna bata jo jite the sar utha gaye to kaha gaye
dharti se gagan tak ghumi re mere piya gaye to kaha gaye
mere piya gaye to kaha gaye
mere piya gaye to
kaha gaye kaha gaye
kaha gaye kaha gaye