Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dhadke Re Jiyara
|
Asha Bhosle | Roshan | ||||
Coffee House (1957) | Prem Dhawan | ||||||
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
beri ye aaj hua jaye kisi aur ka
haye re kisi aur ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
beri ye aaj hua jaye kisi aur ka
haye re kisi aur ka
main to unki thi kabhi sarke cunriya
main to unki thi kabhi sarke cunriya
lagi re haye ram kiski nazariya
lagi re haye ram kiski nazariya
kaise main lungi haye naam chitchor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
beri ye aaj hua jaye kisi aur ka
haye re kisi aur ka
ghunghat uthau kabhi ghunghat girau
ghunghat uthau kabhi ghunghat girau
apne hi neyno se naina churau
apne hi neyno se naina churau
dolu main jaise man sawan mein mor ka
haye man mor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
beri ye aaj hua jaye kisi aur ka
haye re kisi aur ka
kya kya umge man mai hi jgaye
kya kya umge man mai hi jgaye
dharti se aaj mere paaw na lage
chanda ko chuye man jaise chkor ka
haye re chkor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka
beri ye aaj hua jaye kisi aur ka
haye re kisi aur ka