Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dhadke Dhadke Dil Mera
|
Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Anu Malik | ||||
Gundaraj (1995) | Zameer Kazmi | ||||||
hum tumhe padhte rahe
koi hum sabak na rahe
hum chahte hai tum par
kisi ka hak na rahe
dhadke dhadke haye dhadke dhadke
dhadke dhadke mera dil deewana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe
jo bhi chaahe kar le zamana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
dhadke dhadke haye
dhadke dhadke mera dil deewana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe
jo bhi chaahe kar le zamana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
sunau tumhe baat ek sham ki
ke wo sham thi pyar ke naam ki
padi ek ladki par meri nazar
kiya usne chori mera dil jigar
wo kajal bhari jaadui do nigahe
jinhone bhula di mujhe apni raahe
use dekh kar dil deewana hua
main uski taraf phir ravana hua
kaha maine jhuk kar ae najani
na dekha kabhi tere jaisa hasi
izazat ho to tujhko dil mein rakhu
main tujhse kuch itni mohabbat karu
tu chahat ki aisi devi bane
har aashiq teri aake pooja kare
aam kar du haye
aam kar du main dil ka fasana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe kar le zamana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
sunau tumhe baat ek sham ki
ke wo sham thi pyar ke naam ki
padi ek ladke par meri nazar
kiya usne chori mera dil jigar
use dekh kar main deewani huyi
badi bawli ye jawani hui
wo ek ladka bade nainwala
nigaaho se jisne mera dil nikala
us dil ko usne kiya pyar itna
ke saato samundar mein paani hai jitna
kaha dil ne itni mohabbat karu main
ke din raat uski ibadat karu main
nigaho se utara wo yu dil mein mere
main karne lagi pooja sham aur sawere
mujhko lagta hai
mujhko lagta hai jag ye begana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
dhadke dhadke haye
dhadke dhadke mera dil deewana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
jo bhi chaahe ha
jo bhi chaahe kar le zamana
kisi se mujhe pyar ho gaya haye
kisi se mujhe pyar ho gaya
hum tumhe padhte rahe
koi hum sabak na rahe
hum chahte hai tum par
kisi ka hak na rahe