Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dhadakte Huye Dil Ko
|
Mubarak Begum | Lachhiram Tamar | ||||
Do Shahzade (1956) | Pandit Gaafil | ||||||
dhadakte huye dil ki ho ho ho
dhadkte huye dil ki aawaj sun le
mohabbat ka jadu bhara saaj sun le
dhadkte huye dil ki aawaj sun le
mohabbat ka jadu bhara saaj sun le
dhadkte huye dil ki
asar hai ye nazaro ki jadugari ka
ki aadam pe dil aa gaya ek pari ka dil ek pari ka
meri iltaja mere humraj sun le o o
meri iltaja mere humraj sun le
dhadkte huye dil ki aawaj sun le
muhabbat ka jadu bhara saaj sun le
dhadkte huye dil ki
ye dil ka dhadakna pata de raha hai
ki dil me koi chutkiya le raha hai
yahi hai mohabbat ka aagaj sun le
o o yahi hai mohabbat ka aagak sun le
dhadkte huye dil ki aawaj sun le
mohabbat ka jadu bhara saaj sun le
dhadkte huye dil ki
mohabbat ki manjil me thokar na khana
jamane ke hatho se daman bachana daman bachana
jamana bada hai dagabaj sun le o o
jamana bada hai dagabaj sun le
dhadkte huye dil ki aawaj sun le
muhabbat ka jadu bhara saaj sun le
dhadkte huye dil ki