Lyrics of Delhi Jagegee Rat Bhar, Aur Bhagegee Sath Par - देल्ही जागेगी रात भर, और भागेगी साथ पर
jagegi rat bhar, aur bhagegi sath par
par dalegi belagam khayalo ko
puchhegi ye sawal aur mangegi ye hisab
naa sunegi tere in jawabo ko
yaha hai ek nadi aur wahan ek laal kila
par kaha hain is shehar kaa falsafa
yaha aansu aur geet
aur javani bhi maine tere naam kiya
par aadhi raat, aur sadke thi sab mere baad
wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas
kahi koyi ud raha hain, kahi koyi gir raha hain
kahi koyi hain khada kagaar pe
kahi koyi khele juaa
aur kahi koyi bane gulam
aur kahi koyi hain pada intzar me
jab gaya kal mai kutubminar
aur suna tha maine ailan ki
bani hai yaha ek nayi party
aawara hai naam, bhatkana jiska vidhaan hai
fursat hai kam
kuchh dhundla sa apna nishan hai
wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas
dekhe yaha kayi, mausam badlate huye
dekhe jazbe kayi, yaha patthar bante huye
kayi wakt se pehle, sab aaj tu keh le