Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekhte Hi Tujhe Dil
|
Mahendra Kapoor, Kamal Barot | Suresh Kumar | ||||
Rustom-e-Rome (1964) | Zafar Rahi, Naza Sholapuri, | ||||||
dekhte hi tujhe dil satkega
julfo me teri ja atkega
tu khud bhi janti hai
pahle se manti hai
aage kya kya hoga
hath mera kahi jo bahkega
bulbul ki tarah tu chahkega
tu khud bhi janta hai mujhko pehchanta hai
aage kya kya hoga
dekhte hi tujhe dil satkega
tujhse pahle humne dekhe hai kayi diwane
roj humse apne dil ke kahte hai afsane
hum se pahle tere aashiq honge andhe kane
hum se nichi jat ke honge sab tere diwane
hath mera kahi jo bahkega
bulbul ki tarah tu chahkega
tu khud bhi janta hai mujhko pehchanta hai
aage kya kya hoga
dekhte hi tujhe dil satkega
dil chhuvara ban gaya hai
ab kayamat hogi
kya khabar thi tujhse milte hi
mohabbat hogi
charo khane chit padega
yo hajamt hogi
tere sar pe jab padegi tujhko rahat hogi
dekhte hi tujhe dil satkega
julfo me teri ja atkega
tu khud bhi janti hai
pahle se manti hai
aage kya kya hoga
hath mera kahi jo bahkega
bulbul ki tarah tu chahkega
tu khud bhi janta hai mujhko pehchanta hai
aage kya kya hoga
dekhte hi tujhe dil satkega
apna nahla tere nahle par jama ke rahnge
dekhlena din me taare hum dikhake rahenge
hum hai jidi tujhko apna yu bana ke rahenge
chutkiyo me chat se tera dil uda ke rahenge
hath mera kahi jo bahkega
bulbul ki tarah tu chahkega
tu khud bhi janta hai mujhko pehchanta hai
aage kya kya hoga
o dekhte hi tujhe dil satkega