Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekho Ye Naari Hai Khota
|
Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Haiwan (1977) | Gauhar Kanpuri | ||||||
dekho ye nari hai khota rupaiya
dekho ye nari hai khota rupaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
dekho ye nari hai khota rupaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
paida hui hai jab se aafat roz ke jagde roz musibat
roz ke jagde roz musibat roz ke jagde roz musibat
paida hui hai jab se aafat roz ke jagde roz musibat
neta ko apne aage jhuth me kacha samjhe
neta ko apne aage jhuth me kacha samjhe
ham jaise gyani ko ji do din ka bacha samjhe
dekho ye nari hai khota rupaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
nar jo kamaye nari udaye mehnat pe apni
jadu phiraye jadu phiraye jadu phiraye
nar jo kamaye nari udaye mehnat pe apni jadu phiraye
apni akal ka bhusa mardo ke sar me bhar de
apni akal ka bhusa mardo ke sar me bhar de
ulte chure se ye to sabki hazamat karte
dekho ye nari hai khota rupaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
nagin ke sang ho nari jo yaro
nagin ko chhodo nari ko maro
nagin ko chhodo bhai nari ko maro
nagin ko chhodo bhai nari ko maro
nagin ke sang ho nari jo yaro
nagin ko chhodo nari ko maro
nagin jo kate uske mantar hai do so bawan
nagin jo kate uske mantar hai do so bawan
jisko bhi chu le nari tadpe vo sara jivan
dekho ye nari hai khota rupaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
sadhu ka jadu bole re bhaiya
ha ise na samjho gudiya jahar ki hai ye pudiya
bane hai sant aur jogi is ke dam se rogi
lute ghar maut mafi hasi par maut mafi
iska jo jo jo nakhra hai hai hai
dhokha hai satrah hai sunte hai hai hai kamar hai
kaha hai kidar hai phir bhi ye kahti hai
nahi hai magar hai pado na na pher me
samjhoge ge der me ha re ha ha re ha