Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Dekho Na Jao Aye Jaan
|
Lata Mangeshkar, Subir Sen | Shankar Jaikishan | Madhubala, Dharmendra | |||
Boy Friend (1961) | Shailendra | Romantic Songs | |||||
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham
humse najar to mila ek dafa muskura
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham
humse najar to mila ek dafa muskura
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham
bahut muntajir tha ye dil ki fir se mulakat ho
juban se na ho to na ho nigahon se hi baat ho
dekho na jao o beraham, adab-e-arz
dil na dukhao o beraham
humse najar to mila ek dafa muskura
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham
mere ishq ki intada vo ek shaam ki shokhiyan
mere pyar ki intiha ye faila hua aasman
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham
humse najar to mila ek dafa muskura
dekho na jao o beraham adab-e-arz
dil na dukhao o beraham
mohabbat buri cheez hai to hum bhi hain shayad bure
magar ye sharafat hai kya ki diye ke jhalte bane
dekho na jao a beraham dil na dukhao o beraham
humse najar to mila ek dafa muskura
dekho na jao o beraham dil na dukhao o beraham