Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekho Na Bhula Dena
|
Premlata, G. M. Durrani | Ram Prasad | ||||
Dolti Naiya (1950) | Jalal Malihabadi | ||||||
dekho na bhula dena na bhula de
na ye taro bhari rate
dekho na bhula dena na bhula de
na ye taro bhari rate
ye hushn jawani ki haye
ye hushn jawani ki rangin mulakate
ye hushn jawani ki rangin mulakate
aasaon dip dilme ek shamma jalai hai
ek aag mahobbat ki sine me lagai hai
ek aag mahobbat ki sine me lagai hai
wade ye mahobbat ke armano bhari bate
wade ye mahobbat ke armano nhari nate
ye hushn jawani ki haye
ye hushn jawani ki rangin mulakate
ye hushn jawani ki rangin mulakate
dekho ye mahobbat ki bate na bhula dena
mashur jawani ki rate na bhula dena
mashur jawani ki rate na bhula dena
bhuloge jo tum bhuloge jo tum
bhul ko bhulwayengi barsate
bhuloge jo tum
bhul ko bhulwayengi barsate
ye hushn jawani ki haye
ye hushn jawani ki rangin mulakate
ye hushn jawani ki rangin mulakate
bahte huye kilo ke dharo me chale hum tum
aakash ki lahar se taro me chale hum
aakash ki lahar se taro me chalr hum
aakash pe hoti na taro ki wo barate
aakash pe hoti na taro ko wo barate
ye hushn jawani ki haye
ye hushn jawani ki rangin mulakate