Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekho Ji Baat Suno
|
Mubarak Begum, B S Nanaji | |||||
Basera (1950) | |||||||
dekho ji bat suno humse tum aan milo
tum mujh se dur raho dur raho dur raho
duniya basaungi sapno pe chhaungi
nayno ke jaal se main bach ke nikal jaungi
najro ke jal se main bach ke nikal jaungi
vinti karoge mori pas naho aaungi
tumse main dur bhali bhali
tumse ab kuch na kahu
dekho ji bat suno humse tum aan milo
aasa ke git baje jiwan ka sangit baje
tumbi aur baaje baje ulfat ki rit baje
chhedo na dekho hume ab tumse kaise kahe
sakhiya na jan le achha ho dur rahe
najro se dur sahi dur sahi
man me tu aa ke base
dekho ji bat suno humse tum aan milo
ulfat me gayenge hil mil ke gayenge
ulfat me gayenge hil mil ke gayenge
man ki kahaniya jag ko sunayenge
man ki kahaniya jag ko sunayenge
prit tujhme basi begana koi na ho
dekho ji bat suno tum mere sang raho
tum mere sang raho dur nahi dur nahi