Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekho Idhar Bhi Jane Tammana Pyase Pade Hai Hum
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Imtihan (1974) | Majrooh Sultanpuri | Romantic Songs | |||||
dekho idhar bhi jane tamanna
pyase pade hai hum teri ek najar ke
par jo sawriya ki hai pujaran
unki diwani kuch mange jo man ko chah karke
dekho idhar bhi jane tamanna
pyase pade hai hum teri ek najar ke
par jo sawriya ki hai pujaran
unki diwani kuch mange jo man ko chah karke
dekho idhar bhi jane tamanna dekho idhar bhi jane tamanna
man me base ho jo pritam to nain mile ya na mile
man me base ho jo pritam to nain mile ya na mile
dil jab dekar liya gum ko mile ya na mile
jab se lagi tumse lagan hal yahi hai jane jigar
jab jab tarse hum rahe rahe dil ko tham kar
dekho idhar bhi jane tamanna
pyase pade hai hum teri ek najar ke
par jo sawriya ki hai pujaran
unki diwani kuch mange jo man ko chah karke
dekho idhar bhi jane tamanna dekho idhar bhi jane tamanna
le na jaye kahi meri jindagi darde dil se teri berukhi
le na jaye kahi meri jindagi darde dil se teri berukhi
ho piya ka dard anmol isko na jindagi se tol
ho piya ka dard anmol isko na jindagi se tol
than gaye hum sun sun ke tane jamane bhar ke