Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekho Chanda Se Khele Sitare
|
Madhubala Zaveri | Hansraj Behl | ||||
Dost (1954) | Verma Malik | ||||||
dekho chanda se khele sitaare
haaye re koi kaise ye raat gujare
dekho chanda se khele sitaare
haaye re koi kaise ye raat gujare
leke dil mein sajan teri yaad re
baithi aas laga ke
apna lutaya maine aap re
haaye naina mila ke
jiya bas mein nahin hai hamare
haaye re koi kaise ye raat gujare
dekho chanda se khele sitaare
haaye re koi kaise ye raat gujare
nain mere teri raahon pe laage
nain mere teri raahon pe laage
ik baar to aaja mere saajna
meri kismat jaage
dil ro ro ke tujh ko pukaare
haaye re koi kaise ye raat gujare
dekho chanda se khele sitaare
haaye re koi kaise ye raat gujare
meri man me uthi aisi hook re ek aag lagaye
koi beete huye din pyaar ke haaye kaise bhulaye
kahan jaaye najar ki maari
haaye re koi kaise ye raat gujare
dekho chanda se khele sitaare
haaye re koi kaise ye raat gujare