Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekhne Wale Dekh Karishma Yaro Ka
|
Mohammed Rafi | O P Nayyar | ||||
Love & Murder (1966) | Shewan Rizvi | ||||||
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht mila ya hoga takhta charo ka
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht mila ya hoga takhta charo ka
dekh palat ke, jane kidhar hai
kisi ki topi kisi ke sar hai
hath safai bada hunar hai
naam hamara jadugar hai
hosh uda de bade bade hoshiyaro ka
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht milaya hoga takhta charo ka
churi baghal me raam ka nara
gale laga ke phere aara
aankhe ho to dekh nazara
raat me suraj din me tara
khel yaha sab paise ki jhankaro ka
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht milaya hoga takhta charo ka
ajab hai naksha aaj sahar ka
kahi chatakha kahi patakha
dur kahi par hua dhamaka
koi na samjha sukar khuda ka
sahar me hoga ye shor kal akhbaro ka
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht milaya hoga takhta charo ka
dekhne wale dekh karishma yaro ka
takht milaya hoga takhta charo ka