Lyrics of Dekhi Zamane Ki Humne Ye Reet - देखी ज़माने की हमने रे रीत
dekhi jamane ki hamne ye reet
karti hain duniya daulat se preet
aayenge kai aise mukam
daulat tumhare na ayegi kam
o daulat ke gualm, tumko mera hain salam
o daulat ke gualm, tumko mera hain salam
tumko mera hain salam, tumko mera hain salam
jab tak daulat apne paas, tab tak dasi hain aur das
jab tak daulat apne paas, tab tak dasi hain aur das
jab daulat jati hain ruth, rishte nate jate tut
jab daulat jati hain ruth, rishte nate jate tut
subah bhi ban jati hain sham
subah bhi ban jati hain sham
daulat ke gulam, tumko mera hain salam
chale ho hamko tum yun chhod, itane din ki yari tod
chale ho hamko tum yun chhod, itane din ki yari tod
jao sad raho abad, lekin itna rakhna yaad
jao sad raho abad, lekin itna rakhna yaad
dukh me dil aata hain kaam, sukh me dil aata hain kam
dyuti ka dar to tab hove jab
na ho rup aur na ho rupyiya
na ho rup aur na ho rupyiya
rupayiya jaha hain waha hain rup
rup jaha hian, waha hain rupayiye
dyuti ka dar to tab hove jab
na ho rup aur na ho rupyiya
na ho rup aur na ho rupyiya
rup rupyiya rupyiya rup
rup rupyiya rupyiya rup
rup rupyiya rupyiya rup
rup rupyiya rupyiya rup