Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekhi Hai Jab Se Teri Yeh Ankhe
|
Chitragupt, Shamshad Begum | Chitragupt | ||||
Naya Rasta (1953) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
dekhi hai jab se teri ye aankhe
aankhe ladana chhod diya
dekhi hai jab se teri ye aankhe
aankhe ladana chhod diya
aankhe ladana sadko pe jana
chashma lagana chhod diya
ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
najare churana chhod diya
dekhi hai jab se najare tumhari
najare churana chhod diya
najare churana tum se lajana
mukhda chhupana chhod diya
dekhi hai jab se teri ye aankhe
aankhe ladana chhod diya
hum bhi hai raji kaji bhi raji
kheli hai aisi mohabbat ki baji
theko mein jana paise gawana
ghode bhagana chhod diya
ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
najare churana chhod diya
dil kitna nache utna hi kam hai
feshion ki duniya me pahla kadam hai
roke me jana roti pakana
belan chalana chhod diya
dekhi hai jab se teri ye aankhe
aankhe ladana chhod diya
ae ji chhod diya chhod diya
ae ji tod diya tod diya
ae jab se base tum naino me mere
suram lagana chhhod diya
ho dekhi hai jab se surat tumhari
dinwa me jana chhod diya
jab se sune hai tere ye gane
filmo ka gana chhod diya
jab se mili teri mithi mohabbat
choklet ka khana chhod diya
ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
dekhi hai jab se teri ye aankhe
najare churana aankhe ladana chhod diya