Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekhenge Dekhengee Jo Bhi Dikhlaogi
|
Amit Kumar | Anand Milind | ||||
Trinetra (1991) | Sameer | ||||||
dekhenge dekhenge jo bhi dikhlaogi
isme kya humari hai khata raho me chedenge
jo na sharmaogi yu na humko guro dilruba
tumse kya hai vasta chhod do humara rasta
dekhenge dekhenge jo bhi dikhlaogi
isme kya humari hai kahta raho me chedenge
jo na sharmaogi yu na humko guro dilruba
kam se kam vasta chhod do humara rasta
chehra rangaya hai fashion ke rango se
khusbu kya aati hai in gore ango se
sukhe se hai gaalo pe chayi haryali
asli me hi hai inke hotho ki ye lali
jane khata le legi jaan jao na yu
aao yaha iss romiyo ko chalo
ji aisa sabak shikaye bhula hua hai ye rasta
ise raste pe la de dekhenge dekhenge
jo bhi dikhlaogi isme kya humari hai kahta
tumse kya vasta chhod do na rasta
tumse kya vasta chhod do na rasta
dekhenge dekhenge jo bhi dikhlaogi
isme kya humari hai khata
kapada ghatati hai paise bachati hai
saare jamane jalava dikhati hai
kapada ghatati hai paise bachati hai
saare jamane jalava dikhati hai
upar se kapda ghatata hi jaye
niche se kapda katata hi jaye
kuch na sharam lafda na ho
tan pe ek dam kapda na ho
sharmo haya ke gungat tale na ghughut ke hai jeena marna
dil jo kahega hum vo karenge
duniya se kaisa hai darna
dekhenge dekhenge jo bhi dikhlaogi
isme kya humari hai khata
raho me chedenge jo na sharmaogi
yu na humko guro dilruba
tumse kya hai vasta chhod do humara rasta
dekhenge dekhenge jo bhi dikhlaogi
isme kya humari hai kahta raho me chedenge
jo na sharmaogi