Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekhe Tujhe Jo Dekhe Wo Dekhta Hi Jaaye
|
Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Dial 100 (1982) | Anjaan | Dance Songs | |||||
dekhe tujhe jo dekhe wo dekhta hi jaye
chehre se tere aankhe kaise koi hataye
oo ho ho dil kaise na aaye
arey tujhpe dil ho kaise na aaye
dekhe tujhe jo dekhe wo dekhta hi jaye
chehre se tere aankhe kaise koi hataye
o ho ho dil kaise na aaye
arey tujhpe dil ho kaise na aaye
tu hi sada se mahfil me aaye
ruk jaye sanse dil duba jaye
dil to hai lakho par dil wahi hai
dil wo jise tu dil me basaye ha
tu hi sada se mahfil me aaye
ruk jaye sanse dil duba jaye
dil to hai lakho par dil wahi hai
dil wo jise tu dil me basaye ha
dekhe tujhe jo dekhe wo dekhta hi jaye
chehare se tere aankhe kaise koi hataye
o ho ho dil kaise na aaye
arey tujhpe dil ho kaise na aaye
rate usi ki ninde usi ki
jispe ho teri julfo ke saye
aankho se teri pile kabhi jo
sagar wo mina wo na uthaye
rate usi ki ninde usi ki
jispe ho teri julfo ke saye
aankho se teri pile kabhi jo
sagar wo mina wo na uthaye
dekhe tujhe jo dekhe wo dekhta hi jaye
chehare se tere aankhe kaise koi hataye
o ho ho dil kaise na aaye
arey tujhpe dil ho kaise na aaye