Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekha Phulo Ko Kanto Pe Sote Huye
|
Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | Amitabh Bachchan, Farida Jalal, Sulochana, Alankar Joshi | |||
Majboor (1974) | Anand Bakshi | ||||||
dekha phulo ko kanto pe sote huye
dekha toofan ko kasti dubote huye
dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
ek din bigadi kismat sanwar jayegi
ek din bigadi kismat sanwar jayegi
ye khushi humse bachkar kidhar jayegi
gam na kar jindagi yu gujar jayegi
raat jaise gujar gayi sote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye
tu bhi sun le jo maine suna ek din
tu bhi sun le jo maine suna ek din
baag me sair ko gaya ek din
ek malan ne mughse kaha ek din
phul kanto se kaliya pirote huye