Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekha Maine Dekha Dekha Maine Dekha
|
Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | Navin Nischol | |||
Victoria No. 203 (1972) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
dekha maine dekha dekha maine dekha
sapno ki ek rani ko
rup ki ek mastani ko
masti bhari jawani ko
haye re haye maine dekha maine dekha
haye haye dekha maine dekha
dekha maine dekha
thi badi wo chanchal
haye le gayi dil matwala
mera le gayi dil matwala
pyar ko kya samjhe tu ghoda chalane wala
ghoda gadi chalane wala
thodi si wo kali thi thodi si wo kali thi
badi hi gusse wali thi lekin wo dil wali thi
jisko maine dekha maine dekha
haye re haye dekha maine dekha
dekha maine dekha dekha maine dekha
tan se aachal khiska cham se wo jab nikli
cham se wo jab nikli
lut ke le gayi mahfil ban ke wo jab nikli
ban ke wo jab nikli
sundar thi albeli thi sundar thi albeli thi
lagti nayi naweli thi pyar ki ek paheli thi
jisko maine dekha maine dekha
haye haye dekha maine dekha
haye haye dekha maine dekha
jee mera ye chahe mang mai uski bhar du
mang mai uski bhar du
apna sara jiwan usko arpan kar du
mai usko arpan kar du
dunia ko dikhlaunga dunia ko dikhlaunga
apna use banaunga kisi bhi surat paunga
jisko maine dekha maine dekha
haye haye maine dekha dekha maine dekha
sapno ki ek rani ko rup ki ek mastani ko
masti bhari jawani ko
haye re haye maine dekha
haye haye dekha maine dekha maine dekha
haye haye dekha maine dekha maine dekha