Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekha Hai Maine Tumhe Fir Se Palat Ke
|
Annette Pinto, Bappi Lahiri | Bappi Lahiri | Mithun Chakraborty, Ranjeeta | |||
Suraksha (1979) | Farooq Qaiser | ||||||
dekha hai maine tumhe fir se palat ke
tumme hai bat koi oro se hat ke
aaj tumse mulakat ho gayi
dil me thi wahi bat ho gayi
kisi se dil laga liya
dekha hai maine tumhe fir se palat ke
tumme hai bat koi oro se hat ke
hota yahi sabhi ka sapna
mile koi jo ban jaye apna
hota yahi sabhi ka sapna
mile koi jo ban jaye apna
kahne ko to dunia hai apni
tum jo nahi ho to kuch bhi nahi
najar me tum sama gaye
dekha hai maine tumhe fir se palat ke
tumme hai bat koi oro se hat ke
na jane hai wo konsa nasha
bina piye mai to bahakne laga
na jane hai wo konsa nasha
bina piye mai to bahakne laga
ho gayi bhul mujhe maf karna
hath lag jaye to bhi chup rahna
mai hosh me nahi raha
dekha hai maine tumhe fir se palat ke
tumme hai bat koi oro se hat ke
aaj tumse mulakat ho gayi
dil me thi wohi bat ho gayi
kisi se dil laga liya
dekha hai maine tumhe fir se palat ke
tumme hai bat koi oro se hat ke