Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekh Raha Koyi Aaj
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | Jeetendra, Rekha | |||
Jal Mahal (1980) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
dekh raha koyi aaj dino ke baad hamaari or
baandhake ghunghru naacho mann ke mor
dekh raha koyi aaj dino ke baad hamaari or
baandhake ghunghru naacho mann ke mor
o jispe jina usipe marna dhun abb duji nahi koyi aur
jispe jina usipe marna dhun abb duji nahi koyi aur
dekh raha koyi aaj dino ke baad hamaari or
baandhake ghunghru naacho mann ke mor
woh din beetein tarsana chhod o
mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar
khil gayi main toh chunariya mehke
paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar
woh din beetein tarsana chhod o
mere mann dekho bahaar aayi hai bahaar
khil gayi main toh chunariya mehke
paayaliya chehke ke laut aaya unka pyaar
o kajraare naina khushi ke
chha rahi jaise ghata ghanghor
kajraare naina khushi ke aansu
chha rahi jaise ghata ghanghor
dekh raha koyi aaj dino ke baad hamaari or
baandhake ghungharu naacho mann ke mor
jag nahi dekhe main khud ko aise
sambhaalu kaise jawaani ke din sahi
behki behki chalu bin piye
main jiske liye sambhaale aake wahin
jag nahi dekhe main khud ko aise
sambhaalu kaise jawaani ke din sahi
behki behki chalu bin piye
main jiske liye sambhaale aake wahin
o lat bikhara de uda de achra mujhse bole pawan ka shor
lat bikhara de uda de achra mujhse bole pawan ka shor
dekh raha koyi aaj dino ke baad hamaari or
baandhke ghungharu naacho mann ke mor