Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dekh Le Is Jahan Me Dil Laga Ke Dekh Le
|
Asha Bhosle | S Mohinder | ||||
Karwan (1956) | Tanvir Naqvi | ||||||
dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le

muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le
muskura ke dekh
muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le
husn kah raha hai mujhse pyar kar
dil laga ke dil ko bekrar kar
ek najar najr mila ke dekh le
muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le
jindagi se dar raha hai kis liye
kal ki fikr kar raha hai kis liye
aaj ko hansi bana ke dekh le
muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le
dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le
vakt bevakt ki baat chhod de
dil ko ab kisi ke sath jod de
dhadkano ki may batha ke dekh le