Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Deke Daam Lele Maati Ka Khilauna (Ho Chunva Munva)
|
Shailesh Mukherjee | Pandit Shivram | ||||
Naya Kadam (1958) | Shailendra | ||||||
chunva munva amla kamala
bimla babloo pinku minku aao
aake dekh jao tamasha ye mazedar
aisa khel khele mati ka khillauna
aisa khel khele mati ka khillauna
aisa khel khele
hai chalti firti dukan hai ye duniya
hai chalti firti dukan hai ye duniya
deke dam lele mati ka khilauna
aisa khel khele mati ka khilauna
aisa khel khele
nam abdullah ye bat kahe bitti
pure sath saal chali ye zindagi ki sikki
kamar jhuki baal pake par hai vahi masti
kamar jhuki baal pake par wahi masti
deke dam lele mati ka khilauna
aisa khel khele
hai naam ke hai bhagwan
dil me hai chhupa chor
khud jaan ke uljhai hai
din me dikhi daur
pehle nahi the aise
jab gaun se aaye the
inko bhi zindagi ne
kuchh khwab dikhaye the
bangla ho ek motor ho
takdir meharaba ho humpar ho
ek dil ek dil se takkar ho
apna bhi kisi se chakkar ho
fir taaj me khana aksar ho
aur gana bajana aksar ho
ye khwab bhi jhootha hai
duniya hai magar yaro
ye fal hi anokha hai
hathon se ugaya hai
mehnat se utara hai
parwah nahi humko
kadhwa hai ya meetha hai
deke dam lele mati ka khilauna
aisa khele khele