The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Deewana Main Na Tha, Deewana Ban Gaya
0
Abhijeet, Sadhana Sargam Nadeem Shravan Karishma Kapoor, Akshay Kumar
Mere Jeevan Saathi (2006) Sameer Dance Songs
Lyrics of Deewana Main Na Tha, Deewana Ban Gaya

deewana main na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jaane kab kaise dil mil gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana tu na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya

jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai
maine maana meri jaan maine maana
dil jo bola wohi kar diya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana main na tha deewana ban gaya

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko
aisa haseen ho nazara to kaise na armaan jawan ho
tere bin ek pal nahi jeena
maine yeh faisla kar liya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewani main ho gayi deewana main ho gaya
deewana main na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jaane kab kaise dil mil gaya deewani main ho gayi
deewana main ho gaya deewana main ho gaya