Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
December 2Nd, 1984
|
Shankar Mahadevan, Amitabh Bachchan | Shankar Ehsaan Loy | ||||
Bhopal Express (1999) | Prasoon Joshi | ||||||
2 december 1984 ki us kaali raat ko
bhopal mein aath hajar log mare gaye
karib panch lakh log gas se pidit ho gaye
aaj pandhra saal baad mritko ki sankhya
sola hajar pahuch chuki hai
aur ab bhi har mahine dus se pandhra log
usi raat ki gas ke asar se marte hai
industrial disaster ke itihas me
hiroshima kehlane wala ye aatank
aaj tak ka sabse bada narsanghar hai
union ke vayraj bhi ye kahta hai
ki ye narsanghar ek asantusht worker ka kukarm hai
union ka baeet par ek hajar panch
sau karod dollar ka daava hua tha
par ab tak is rashi ka sirf teen pratishat paisa diya gaya hai
bhopal ko aaj bhi talash hai kuchh nyaya ki