The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Daulut Ke Rang Hazaar Hai
0
Bhushan, Pankaj, Manna Dey, Asha Bhosle R D Burman
Trimoorti (1974) Gulshan Bawra
Lyrics of Daulut Ke Rang Hazaar Hai - दौलत के रंग हज़ार हैं

vadi daulat ke sai
daulat ke rang hazaar hai
daulat ke rang hazaar hai
daulat ke rang hazaar hai
ye raaz hume malum na tha
daulat ke rang hazaar hai
sab paise ke rishte daad hai
ye raaz hume malum na tha
ye raaz hume malum na tha
daulat ke rang hazaar hai
rang daulat ke vadi daulat ke
rang daulat ke sai daulat ke
daulat ke rang hazaar hai
ye raaz hume malum na tha
daulat ke rang hazaar hai

raaz ki baat main batati hu
mere sapne me aaya ek hero
mujhe kahta hai apne dus honge
ek main hu tu hai meri zero
ek main hu tu hai meri zero
meri zero meri zero meri zero zero zero
shakl zero ki ande jaisi hai
anda murgi se hota hai paida
aur ande se paida ho murgi
bambai ki bhasha me jo hai baida
bambai ki bhasha me jo hai baida
baida baida baida baida
dekh bhasha ki baat mat karna
sare jhagdo ki jad to hai bhasha
hume to matlab hai samjhne se
hope kah lijiye ya phir aasha
hope kah lijiye ya phir aasha
aasha aasha aasha
hope aasha to meri ek saheli hai
pichhle hafte hi jiska khat aaya
usne likha hai shimle jaungi
delhi ki garmi se dil ghabraya
delhi ki garmi se dil ghabraya
delhi ki garmi se dil ghabraya
delhi ki garmi se ghabraya
dil ghabraya dil, kya, ghabraya
kya, dil, kya, ghabraya

delhi bharat ki rajdhani hai
jisme dilwale log rahte hai
isliye delhi use kahte hai
daftaro me ho pyar ki baate
aisa akhbar wale kahte hai
aisa akhbar wale kahte hai
chup