Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Darpan Dekh Ke Khud Se Bhi Sharma Gaye
|
Chandrani Mukherjee | Ajay Swami | ||||
Rahemdil Jallad (1985) | Qaisar Ul Jafri | Masti Bhare Geet | |||||
darpan dekh ke aaj hum khud se bhi sarma gaye
darpan dekh ke aaj hum khud se bhi sarma gaye
aankho pe itni sokhiya chehre pe itne rang
kaha se aa gaye kaha se aa gaye
kaha se aa gaye o kaha se aa gaye
darpan dekh ke aaj hum khud se hi sarma gaye
yu jindagi ki raah me vo humko mil gaye
yu jindagi ki raah me vo humko mil gaye
khawab me jitne phul the aanchal me khil gaye
hum bhi na samjhe dil bhi na jaane
hatho me itni chudiya chudi me jal tarang
kaha se aa gaye kaha se aa gaye
kaha se aa gaye kaha se aa gaye
darpan dekh ke aaj hum khud se hi sarma gaye
sarmo haya ke bojh se palke jhuli hui
sarmo haya ke bojh se palke jhuli hui
kya kah rahi hai humse ye sanse thaki hui
hum bhi na samjhe dil bhi na jaane
diwanapan hosh bhi do mausam ek sang
kaha se aa gaye kaha se aa gaye
kaha se aa gaye kaha se aa gaye
darpan dekh ke aaj hum khud se hi sarma gaye
ho ek pal ko dur to acha nahi lage
ho ek pal ko dur to acha nahi lage
hum par mar mitte hai vo duniya hasi lage
hum bhi na samjhe dil bhi na jane
itne tarah ke khel me jine ke dang