Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dard Ka Saaz Bhi Hai Dil Ki Aawaz Bhi Hai
|
Lata Mangeshkar | N Datta | ||||
Milap (1955) | Sahir Ludhianvi | Mujra Songs | |||||
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
chhed wo raag ke jo aag laga de
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
chhed wo raag ke jo aag laga de
dard ka saaj bhi hai
bahut sard hai jindagi ki fizaye
bahut sard hai jindagi ki fizaye
bahut tej hai aaj jalim hawaye
kahi raasto ke deeye bujh na jaye
kahi raasto ke deeye bujh na jaye
meri manjil se jara mujhko sada de
meri manjil se jara mujhko sada de
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
chhed wo raag ke jo aag laga de
dard ka saaj bhi hai
mohabbat ke sadmo se do char hokar
mohabbat ke sadmo se do char hokar
jamane ki rasmo se bejaar hokar
tere paas aaye hai laachar hokar
tere paas aaye hai laachar hokar
hamko jine ki koi raah dikha de
hamko jine ki koi raah dikha de
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
chhed wo raag ke jo aag laga de
dard ka saaj bhi hai
kai khwaab jage kai so gaye hai
kai khwaab jage kai so gaye hai
na puchho ke hum kya se kya ho gaye hai
unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai
unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai
hamko unse na sahi hamse mila de
hamko unse na sahi hamse mila de
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai
chhed wo raag ke jo aag laga de
dard ka saaj bhi hai