Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dard Jab Had Se Gujarta Hai
|
Kumar Sanu | Anu Malik | Naseeruddin Shah, Ramya, Shahrukh Khan | |||
Chaahat (1996) | Nida Fazli | Sad Songs | |||||
taro me chamak phulo me rangat naa rahegi
are kuchh bhi naa rahega agar mohabbat naa rahegi
ho o dil ki tanhayi ko
dil ki tanhayi ko aawaj bana lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
dil ki tanhayi ko aawaj bana lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
dard jab had se gujarta hai toh ga lete hai
ha ga lete hai ha ga lete hai aa
aapke shaher me ham le ke wafa aaye hai
mufilsi me bhi amiri ki ada laye hai
mufilsi me bhi amiri ki ada laye hai
ho o o jo bhi bhata hai jo bhi bhata hai
use apna bana lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
ha ga lete hai ha ga lete hai aa
haye hame yu dekhna aisa naa ho badnam ho jaye
ye mumkin hai isi kaa kal mohabbat nam ho jaye
husn walo me ye mashahur hai aadat apni
har kisi se kaha milati hai tabiyat apni
har kisi se kaha milati hai tabiyat apni
ho o pyar milta hai pyar milta hai
jaha sar ko jhuka lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
dard jab had se gujarta hai to ga lete hai
ha ga lete hain ha ga lete hai
dil ki tanhayi ko aawaj bana lete hai
dard jab had se gujarta hai toh ga lete hain