Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dabe Labon Se Kabhi Jo Koi
|
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Hemant Kumar | Kalpana, Shabnam, Mehmood, Biswajeet | |||
Biwi Aur Makan (1966) | Gulzar | ||||||
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
mai aasmaa ki tarah se gunju
mai aasmaa ki tarah se gunju
jo naam le le
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
dabe labo se
suni thi kahaani pariyo se
suni thi kahaani pariyo se
bhavare milenge kaliyo se
milege sunehare shahjaade
milege sunehare shahjaade
ujali sunahari pariyo se
ujale rang liye khilte ang liye
nil pari se kam to nahi hun aaye koi thamne
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
dabe labo se
aji ishq pe zor nahi hai ik baat chali thi gaalib se
hume husn pe zor nahi hai
kah do ye humaari jaanib
socha thaa jo ang khilenge
socha thaa jo ang khilenge
ho, bandhega koi gajro se
maanenge sunenge jo kahega
maanenge sunenge jo kahega
do reshmi si nazaro se
dil bhi haajir hai jaa bhi haajir hai
dil aur jaan ke kaabil koi aaye zaraa thamne
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
mai aasmaa ki tarah se gunju
jo naam le le
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le
dabe labo se