Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Daaman Hai Chak Chak Mera
|
Lata Mangeshkar | Ghulam Haider | ||||
Majboor (1948) | Nazim Panipati | Sad Songs | |||||
daman hai chak chak hai mera
ab jine ko kya
jine ka kuch maza hi nahi
ab jine ko kya
ab koi jike kya kare
jab koi aasra nahi
ab koi jike kya kare
jab koi aasra nahi
dil me tumhari yad hai yad hai
aur koi dusra nahi
ab koi jike kya kare
jab koi aasra nahi
aankhe milake pyar se
aankhe chura ke chal diye chal diye
aankhe chura ke chal diye chal diye
kuchh pal hi samjhe
dil se laga ke chal diye chal diye
dil me laga ke chal diye chla diye
aur koi jike kya kare
jab tumne kah diya nahi
pahle to aap the mere
aur ab kisi ke ho gaye
meri gali ko chhod ke
kiski gali me kho gaye kho gaye
kiski gali me kho gaye kho gaye
mujhko teri talash hai
tera to kuch pata nahi
ab koi jike kya kare
jab koi aasra nahi