Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chupke Teri Aankho Me Sari Duniya Se Hum Chhup Jaaynge
|
Udit Narayan, Asha Bhosle | Bappi Lahiri | ||||
Baali Umar Ko Salaam (1994) | Nawab Arzoo | Romantic Songs | |||||
chhupke teri ankho me sari dunia se ham chhup jayenge

dhundhega sara jamana kisi ko najar nahi aayenge

dunia ki parwah kise ham raahi hai pyar ke
ab to jiyenge marenge baaho me dildar ke

rukenge nahi kisi ke roke se ham
pichhe na hatenge kabhi pyar ke kadam
rukenge nahi kisi ke roke se ham
pichhe na hatenge kabhi pyar ke kadam
jis pe chalegi ye dunia kadmo ke nisha chhod jayenge
dhundhega sara jamana kisi ko najar nahi aayenge
chhupke teri ankho me sari dunia se ham chhup jayenge
kaante bhi hai phul bhi ulfat ki in raaho me
hamko jamane se kya tu hai meri baaho me

jina nahi tere bina ab to sanam
laage nahi kahi jiya teri kasam
jina nahi tere bina ab to sanam
laage nahi kahi jiya teri kasam
chun chun ke chahat ke tinke aashiya ek ham banayenge