Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chupke Se Kuchh Dil Ne Kaha
|
Mohammed Rafi | S Mohinder | ||||
Khoobsurat Dhokha (1959) | Rahil Gorakhpuri | ||||||
chupke se kuch dil ne kaha aur nazar me aa hi gaye
chupke se kuch dil ne kaha aur nazar me aa hi gaye
milna tha hamari nazro ka aur aap aji aap
udhar sharma bhi gaye sharma bhi gaye ji
chupke se kuch dil ne kaha
pahle pahal dekha jo tumhe
meri nazar me phul khile
phir ye tamanna ki dil ne
phulo ki khusbu bhi mile
tumko khabar ye ho ke na ho
hum to tumhe apna bhi gaye
chupke se kuch dil ne kaha
aur aap najar me aa bhi gaye
milna tha hamari najro ka
aur aap aji aap udhar
sharma bhi gaye ji sharma bhi gaye
ho ji chupke se kuch dil ne kaha
socho to kya hoga sanam
tumko agar ruswa kar de
ishk ka ham charcha karke
husn ko beparda karde
hamne juba kholi bhi nahi
dekho tum ghabra bhi gaye
chupke se kuch dil ne kaha
aur nazar me aa hi gaye
milna tha hamari nazro ka
aur aap aji aap udhar
sharma bhi gaye sharma bhi gaye ji
chupke se kuch dil ne kaha