Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chup Chup Ke Na Dekho Balma
|
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum | Chitragupt | ||||
Zindagi Ke Mele (1956) | Tanveer Naqvi | ||||||
chup chup ke na dekho balma laaz mohe lage

more gal hai gore gore naino me gulabi dore

dore re dore dore re dore na dekho balma
laaz mohe lage chup chup ke na dekho balma
laaz mohe lage
chup jaye jake kahi jab apna paraya koi na ho

chup gaye tum kyu chup chup ke na dekho balma
laaz mohe lage chup chup ke na dekho balma
laaz mohe lage
chup si phiru mai laaz ki mari
chup si phiru mai laaz ki mari
hansti hai mujh par dunia sari
hanste ho tum bhi more siya
jab apna paraya koi nahi chup gaye tum kyu
chup chup ke na dekho balma laaz mohe lage
chup chup ke na dekho balma laaz mohe lage
chup gaya chanda bujh gaye tare
chup gaya chanda bujh gaye tare
jau kaha chaye andhiyare
maut bhi chup gayi jake kahi