Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Choro Ko Pakadne Hum Chale Hai
|
||||||
Anmol Sitare (1982) | |||||||
chor ko pakadne hum chale hai rel pe hoke sawar
chhuk chhuk rel pe hoke sawar ab bach na sakenge humse
is desh ke makkar is dharti ke gaddar
hum sabhi gunehgaro ka ek din denge nasha utar
ek din denge nasha utar ab bach na sakenge humse
is desh ke makkar is dharti ke gaddar
hum hai hum hai bahadur bache bade achhe hai dil ke sache
hum hai hum hai bahadur bache bade achhe hai dil ke sache
mama mama ho tansen mama hame maf kar do pyare mama
maf kar do pyare mama sare gawah sare gawah
i am very sorry mama please okay okay
hum chale chalbajo ki murmat karne
hum chale chalbajo ki murmat karne
chalak beimano ke kan katarne chalak beimano ke kan katarne
hum aaastin ke sapo ka hum aaastin ke sapo ka
chun chun ke karenge shikar hum chun chun ke karenge shikar
ab bach na sakenge humse is desh ke makkar is dharti ke gaddar
hum hai hum hai bahadur bache bade achhe hai dil ke sache
lohe jaisi majbut hamari muthi hum
sabhi kamino ki kar denge chhuti
lohe jaisi majbut hamari muthi hum
sabhi kamino ki kar denge chhuti
koi hamko kam na samjhe koi hamko kam na samjhe
ham hai bijli ke tar ham hai bijli ke tar
ab bach na sakenge humse is des ke makkar
is dharti ke gaddar hum hai hum hai bahadur bache
bade achhe hai dil ke sache
hum inklab layenge apne watan me
hum inklab layenge apne watan me
takat hai hamare tan me himmat man me
takat hai hamare tan me himmat man me
jo bhi hai watan ke dusman jo bhi hai watan ke dusman
hum hai unke liye talwar hum hai unke liye talwar