Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chori Mera Kaam Yaaro Chori Mera Kaam
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | Shashi Kapoor, Zeenat Aman | |||
Chori Mera Kaam (1975) | Varma Malik | Title Song | |||||
chor chor ka shor machakar kare log badnaam
chor chor ka shor machakar kare log badnaam
kaun yahan par chor nahi hai sabaka hai yahi kam
wo karte hai arey chori chori
arey wo karte hain chori chori karu main khuleam
chori mera kam yaro chori mera kam
chori mera kam yaro chori mera kam
ek ne kar li man ki chori ek ne kar li dhan ki
dekho ek ne kar li man ki chori ek ne kar li dhan ki
dono ne karamaat dikha di apne apne pan ki
bin chori ke arey kam chale na
ye bin chori ke kam chale na mujhe na do ilzam
chori mera kam dekho chori mera kam
chori mera kam dekho chori mera kam
ye duniya badi vo hai na samjho isse tum anadi
ye duniya badi vo hai na samjho isse tum anadi
milte hi dekho moka khel khel ke rahega khiladi
ho karne wala arey kar jata hai
ho karne wala kar jata hai apna apna kam
chori mera kaam yaaro chori mera kaam yaaro
arey chori mera kam yaaro chori mera kam
andar rehkar maine socha chori bura hai kam
andar rehkar maine socha chori bura hai kam
bahar nikal kar maine dekha sabka yahi hai kam
ye bhi aise arey wo bhi aise
ye bhi aise wo bhi aise iske sabhi gulam
chori mera kaam dekho chori mera kaam
chori mera kaam dekho chori mera kaam