Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chori Chori Tumse Mulaqat Hui
|
Chitalkar Ramchandra, Lata Mangeshkar | Anna Saheb | ||||
Jigar (1949) | Ehsan Rizvi | ||||||
chori chori tumse mulakaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
dekho na jaane koi aapas me kya baat hui
dekho na jaane koi aapas me kya baat hui
chori chori tumse mulakaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
aankho ke andaaz ko duniya pahchaane kyu
dil ke hanse rone ko aur koi jaane kyu
aaye bahaar kab kis din ye barsaat hui
aaye bahaar kab kis din ye barsaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
dil ki mulakaat nahi gadbad se khaali
aisa na ho ek din dekhe kotwaali
tum to sasuraal gayi aji humko hawalaat hui
tum to sasuraal gayi aji humko hawalaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
chori chori tumse mulakaat hui
dil se mila dil to aafat bhi jhelna
aasan pyaar me hai agni se khelna
dil se mila dil to aafat bhi jhelna
aasan pyaar me hai agni se khelna
himmat badhaaogi to sukh bhi uthaaogi
nahi to fansa ke hume aansu bahaaogi
nahi to fansa ke hume aansu bahaaogi
wada nibhana pakki baat hui
wada nibhana pakki baat hui
dekho na jaane koi aapas me kya baat hui
dekho na jaane koi aapas me kya baat hui
chori chori tumse mulakaat hui
chori chori tumse mulakaat hui