Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Choree Choree Aag See
|
Sulochana Kadam | Shyam Sundar | ||||
Dholak (1951) | Shyamlal Shams | ||||||
chori chori aag si dil me laga kar chal diye
ham tadpte rahe gaye woh
muskura kar chal diye
chori chori aag si dil me laga kar chal diye
ham tadpte rahe gaye woh
muskura kar chal diye chori chori
dil ki hasrat aansuo me dil ki hasrat aansuo me
tukade ho kar bah gayi tukade ho kar bah gayi
meri ummido pe bijli jab gira kar chal diye
ham tadpte rahe woh
muskura kar chal diye chori chori
chori chori aag si dil me laga kar chal diye
ham tadpte rahe gaye woh
muskura kar chal diye chori chori
aansuo ne dastan-e-gam sunani thi abhi
aansuo ne dastan-e-gam sunani thi abhi
dastane gam sunani han sunani thi abhi
dil ki dil me hi rahi araman mita kar chal diye
ham tadpte rahe woh
muskura kar chal diye chori chori
chori chori aag si dil me laga kar chal diye
ham tadpte rahe gaye woh
muskura kar chal diye chori chori
kya anokhi chot di hai
kya anokhi chot di hai bewafa bedard ne
bewafa bedard ne
dil me reh kar dekhiye
woh dil chura kar chal diye
ham tadpte rahe gaye woh
muskura kar chal diye chori chori
chori chori aag si dil me laga kar chal diye
ham tadpte rahe woh muskura kar chal diye
chori chori