Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Chor Ke Ghar Chor Aa Gaye
|
Manna Dey, Mahendra Kapoor | Kalyanji Anandji | ||||
Chor Ke Ghar Chor (1978) | Verma Malik | ||||||
dulhan bhi hai barati bhi hai
arey dulhan bhi hai barati bhi hai
dost bhi hai aur sathi bhi hai
par dulhe raja ha dulhe raja
koi aur aa gaye
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho
chor ke ghar chor aa gaye
dulhan bhi hai barati bhi hai
arey dost bhi hai aur sathi bhi hai
par dulhe raja koi aur aa gaye
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho
chor ke ghar chor aa gaye
arey aisi khushi mili aaj hai
le le maza meri baho me aa
arey na tu sharma pyala utha
khud bhi tu pi sabko pila
masti me jhum le
masti me jhum le pyale ko chum le
nashe ke rang dekho chha gaye
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho
chor ke ghar chor aa gaye
nahle pe aisa dahla pada
mehfil ki mehfil hi madhosh hai
arey tum hosh me aur hum hosh me
baki zamana behosh hai
ho gayi haar teri ha ho gayi haar teri
chali na hera pheri
choro ka maal chor kha gaye
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho dekho
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho
chor ke ghar chor aa gaye
o dekho dekho
chor ke ghar chor aa gaye